SEARCH RESULTS
Showing search results for "pahiye"
Ghazal MATCHES FOR "pahiye"
Ghazal
fidye bahut us abruu-e-KHamdaar ke liye
chuu rang kii kamii nahii.n talvaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
bas ke pahiye KHaak u.Daa jaate hai.n mujh par
vo kyaa jaane.n kaun huu.n aur kis kaa chehra huu.n
Khaleel Rampuri
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
Maqsood Anwar Maqsood
Ghazal
ham vo pahiye jo agar saath baraabar na chale
ek meter bhii ye gaa.Dii nahii.n chalne vaalii
Zeeshaan sajid
Ghazal
miTTii kii kis pe hotii hai taqdiir munhasir
kuuza-garo.n ke haath pe pahiye kii chaal par
Avinash Joshi
Ghazal
bachcha ik pahiye ko le kar bhaag rahaa thaa
vaqt jhukii diivaar ke uupar bahaa hu.aa thaa
Hasan Shahnawaz Zaidi
Ghazal
Seema Vijayvargeeya
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
baa-hazaaraa.n iztiraab o sad-hazaaraa.n ishtiyaaq
tujh se vo pahle-pahal dil kaa lagaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
qaid-e-hayaat o band-e-Gam asl me.n dono.n ek hai.n
maut se pahle aadmii Gam se najaat paa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ghar sajaane kaa tasavvur to bahut baa'd kaa hai
pahle ye tai ho ki is ghar ko bachaa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
maayuusii-e-ma.aal-e-mohabbat na puuchhiye
apno.n se pesh aa.e hai.n begaanagii se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
pahu.nche.nge rahguzar-e-yaar talak kyuu.n kar ham
pahle jab tak na do aalam se guzar jaa.e.nge