SEARCH RESULTS
Showing search results for "paidal"
Ghazal MATCHES FOR "paidal"
Ghazal
Shakeel Azmi
Ghazal
ik to vaise ba.Dii taariik hai KHvaahish-nagrii
phir taviil itnii ki paidal nahii.n dekhii jaatii
Jawad Sheikh
Ghazal
mai.n shaahraah nahii.n raaste kaa patthar huu.n
yahaa.n savaar bhii paidal utar ke chalte hai.n
Bashir Badr
Ghazal
mere ashko.n ne ka.ii aa.nkho.n me.n jal-thal kar diyaa
ek paagal ne bahut logo.n ko paagal kar diyaa
Rahat Indori
Ghazal
chhappar ke chaa.e-KHaane bhii ab uu.nghne lage
paidal chalo ki ko.ii savaarii na aa.egii
Bashir Badr
Ghazal
terii galii ko chho.D ke paagal nahii.n gayaa
rassii to jal ga.ii hai magar bal nahii.n gayaa
Ismail Raaz
Ghazal
nikamme rahnumaa aur aql se paidal siyaasat-daa.n
hamaare ek jaise hai.n tumhaare ek jaise hai.n
Khalid Irfan
Ghazal
un se kahnaa ki mai.n paidal nahii.n aane vaalaa
ko.ii baadal mujhe kaa.ndhe pe biThaa kar le jaa.e
Bashir Badr
Ghazal
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
udhar vo dasht-e-musalsal idhar musalsal mai.n
vahii azal kaa vo saaya vahii ye paagal mai.n