SEARCH RESULTS
Showing search results for "paiham"
Ghazal MATCHES FOR "paiham"
Ghazal
hai jo hamaaraa ek hisaab us hisaab se
aatii hai ham ko sharm ki paiham mile tumhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
taqaaze kyuu.n karuu.n paiham na saaqii
kise yaa.n fikr-e-besh-o-kam nahii.n hai
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
KHushaa ishaara-e-paiham zahe sukuut-e-nazar
daraaz ho ke fasaana hai muKHtasar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
paiham tavaaf-e-kuucha-e-jaanaa.n ke din ga.e
pairo.n me.n chalne phirne kii taaqat nahii.n rahii
Khumar Barabankavi
Ghazal
isii tarah se agar chaahtaa rahaa paiham
suKHan-varii me.n mujhe intiKHaab kar degaa
Parveen Shakir
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
ishq farmuuda-e-qaasid se subuk-gaam-e-amal
aql samjhii hii nahii.n ma.anii-e-paiGaam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
tum Gairo.n se Dar Dar ke lipaT jaate the paiham
kal raat ko naalaa.n pas-e-diivaar hamii.n the
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
paiham jo aah aah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
daulat hai Gam zakaat diye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
tujhe hādsāt-e-paiham se bhī kyā milegā nādāñ
tirā dil agar ho zinda to nafas bhī tāziyāna
Jigar Moradabadi
Ghazal
hai.n is kashaakash-e-paiham me.n zindagii ke maze
phir ek baar ko.ii sa.i-e-naa-tamaam kare.n