SEARCH RESULTS
Showing search results for "paiham"
Nazm MATCHES FOR "paiham"
Nazm
KHizr-e-rah
anjum-e-kam-zau giraftaar-e-tilism-e-maahtaab
dekhtaa kyaa huu.n ki vo paik-e-jahaa.n-paimaa KHizr
Allama Iqbal
Nazm
KHuda wo waqt na lae
tirii masarrat-e-paiham tamaam ho jaa.e
tirii hayaat tujhe talKH jaam ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
par tirii tasviir qaasid girya-e-paiham kii hai
aah ye tardiid merii hikmat-e-mohkam kii hai
Allama Iqbal
Nazm
zindan ki ek sham
dil se paiham KHayaal kahtaa hai
itnii shiirii.n hai zindagii is pal
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
makan
apnii nas nas me.n liye mehnat-e-paiham kii thakan
band aa.nkho.n me.n usii qasr kii tasviir liye
Kaifi Azmi
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
jannat tirii pinhaa.n hai tire KHuun-e-jigar me.n
ai paikar-e-gul koshish-e-paiham kii jazaa dekh!
Allama Iqbal
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
phir isii tarah jahaa.n hogaa muqaabil paiham
saaya-e-zulf kaa aur jumbish-e-baazuu kaa safar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaj ki raat
vo tabassum hii tabassum kaa jamaal-e-paiham
vo mohabbat hii mohabbat kii nazar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
taj-mahal
zehn-e-shaa.er se ye kartaa hu.aa chashmak paiham
ek malika kaa ziyaa-posh o fazaa-taab mazaar