SEARCH RESULTS
Showing search results for "paik"
Ghazal MATCHES FOR "paik"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
gar qasd suu-e-dil hai tiraa ai nigaah-e-yaar
do-chaar tiir paik se aage ajal ke chal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
laayaa nahii.n hunuuz naved-e-visaal-e-dost
ham shikva-sanj sustii-e-paik-e-sabaa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
ne qaasid-e-KHayaal na paik-e-nazar gayaa
un tak mai.n apnii aap hii le kar KHabar gayaa
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
sair kartaa hai vo aalam kii miraa paik-e-nigaah
laakh hai be-dast-o-paa lekin hai phir sau kaam kaa
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
saath lenaa thaa hame.n bhii tujhe o paik-e-sabaa
ham bhii ham-raah tire Thokare.n khaate jaate
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
paik-e-KHayaal bhii hai ajab kyaa jahaa.n-numaa
aayaa nazar vo paas jo apne se duur thaa
George Puech Shor
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
Dil Shahjahanpuri
Ghazal
jaan letaa hai tirii tiir-e-nigah se sab kii
ai parii paik-e-qazaa bhii qadar-andaaz hu.aa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
jaa.n dene ko raazii huu.n ai paik-e-ajal lekin
kuchh der to ruk jaa.o sarkaar to aa jaa.e.n
Shafiq Khalish
Ghazal
halqa-ba-gosh-e-ishq ho phir na zavaal hai na maut
paik-e-qazaa pe aaKHirii tiir chalaa ke bhuul jaa
Sirajuddin Zafar
Ghazal
Bismil Dehlavi
Ghazal
ba-chaman ab vo kiyaa chaahe hai mai-nosh guzaar
jald ai paik-e-sabaa gul ke ye kar gosh-guzaar
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
guzre ai paik-e-sabaa to ye du.aa kah denaa
kuucha-e-zulf me.n dil naam-e-javaa.n rahtaa hai