SEARCH RESULTS
Showing search results for "paise"
Ghazal MATCHES FOR "paise"
Ghazal
mai.n kaise baavar karaa.uu.n jaa kar ye raushnii ko
ki in charaaGo.n pe mere paise lage hu.e hai.n
Ziya Mazkoor
Ghazal
Abbas Dana
Ghazal
ik a.nguuThii le na paa.e.n itne me.n us ke liye
jo.D rakkhe the jo paise jeb KHarche kaaT kar
Ankit Maurya
Ghazal
ab tak hamaarii umr kaa bachpan nahii.n gayaa
ghar se chale the jeb ke paise giraa diye
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
Idris Babar
Ghazal
paise hote to tujhe le ke khilaune detaa
varna kyaa mai.n mere bachche tujhe rone detaa
Mahmood Ghazni
Ghazal
bachcho.n kii muskaan bahut hii mah.ngii hai
do do paise roz bachaanaa pa.Dtaa hai
Pratap Somvanshi
Ghazal
vaise paisa hii sab kuchh hai is duniyaa me.n
lekin paise par bhii thuukaa jaa saktaa hai
Saurabh Shekhar
Ghazal
iimaan o dharam taak pe dekho to 'akelaa'
paise ke liye aadmii paglaayaa bahut hai
Virendra Khare Akela
Ghazal
ye daur paise kaa hai kuchh pata nahii.n chaltaa
ki kaun bik gayaa kis kii zabaan baaqii hai
Muzammil Sheikhpurvi
Ghazal
kamaayaa jaataa hai paise se jis tarah paisa
ye saare Gam hai.n tire Gam se hii kamaa.e hu.e