SEARCH RESULTS
Showing search results for "paise"
Nazm MATCHES FOR "paise"
Nazm
muflisi
kone me.n jaale lapTe hai.n chhappar me.n maka.Diyaa.n
paisaa na hove jin ke jalaane ko lak.Diyaa.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
jugnu
pas-e-sukuun-e-shajar ko.ii dil dha.Daktaa thaa
mai.n dekhtaa thaa use hastii-e-bashar kii tarah
Firaq Gorakhpuri
Nazm
barsat ki bahaaren
kitno.n ne qaul baa.ndhaa ma.amuulii de ke paise
kahte hai.n shaad ho kar yuu.n apne aashnaa se
Nazeer Akbarabadi
Nazm
aata hai yaad mujhko
ro ro ke maa.ngnaa vo ammii se roz paise
jaa jaa ke hoTalo.n me.n barfii malaa.ii khaanaa
Zafar Kamali
Nazm
mujrim
yaa kabhii rahm ke jazbe se haraarat paa kar
chaar chhe paise unhe.n baKHsh diyaa karte hai.n
Shakeb Jalali
Nazm
nashat-e-umid
paise ko jab taav pe detaa hai taav
puuchhtaa yaaro.n se hai sone kaa bhaav
Altaf Hussain Hali
Nazm
KHushamad
haq to ye hai ki KHushaamad se KHudaa raazii hai
kau.Dii paise o Take zar kii KHushaamad kiije
Nazeer Akbarabadi
Nazm
paisa
naqsh yaa.n jis ke miyaa.n haath lagaa paise kaa
us ne tayyaar har ik ThaaTh kiyaa paise kaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
bhae kabir udas
giit likhaa.e.n paise naa de.n film nagar ke log
un ke ghar baaje shahnaa.ii lekhak ke ghar sog
Habib Jalib
Nazm
guDDe miyan ki shadi
nichhaavar ke paise luTaate hu.e
sahar hote hote makaa.n aa ga.e
Akhgar Mushtaq Raheem Aabadi
Nazm
gautam-budh
maa.ngne ko chand paise peT bharne ke liye
jaa rahaa thaa raaste se ek be-bechaara faqiir