SEARCH RESULTS
Showing search results for "pakne"
Ghazal MATCHES FOR "pakne"
Ghazal
mirii madad se khujuuro.n kii fasl pakne lage
mai.n chaahtaa huu.n ki sahraa kii dopahar ho jaa.uu.n
Munawwar Rana
Ghazal
kuchh der aur shaaKH pe rahne de sabr kar
pakne de phal ko khaane me.n lazzat bhii aa.egii
Iqbal Sajid
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
jis se har shaaKH pe phuuTii tire aane kii mahak
aam ke pe.D pe vo bor hai pakne vaalaa
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
qurb-e-manzil TuuT jaa.e hauslaa achchhaa nahii.n
fasl ko pakne se pahle kaaTnaa achchhaa nahii.n
Wafa Siddiqui
Ghazal
Qurban Aatish
Ghazal
pakne se pahle samar ko.ii zamii.n-bos na ho
aisaa andaaz-e-numuu tuKHm-e-shajar me.n rakhnaa
Jan Kashmiri
Ghazal
logo.n ne shauq-e-sabz me.n pakne na dii ye fasl
har-chand surKH ahd-e-javaanii kaa rang hai
Saleem Shahid
Ghazal
khet me.n fasl-e-sahar pakne lagii hai phir se
ham har ik daane pe dahqaan kaa chehra Dhuu.nDe.n
Abdul Matin Jami
Ghazal
la.Dko.n kaa vo maachis aur lak.Dii kaa khel
aag me.n pakne vaale aaluu kahaa.n ga.e
Imran Shamshad Narmi
Ghazal
Iqtidar Javed
Ghazal
hu.ii jin se tavaqqo' KHastagii kii daad paane kii
vo ham se bhii ziyaada KHasta-e-teG-e-sitam nikle