SEARCH RESULTS
Showing search results for "paliid"
Ghazal MATCHES FOR "paliid"
Ghazal
paliid kar ke hamaare vajuud kii miTTii
hamaare naam kaa suuraj nikal rahaa hai dost
Ismail Raaz
Ghazal
'saahir' junuun-e-shauq me.n kyaa kyaa nahii.n kiyaa
miTTii paliid kii kabhii izzat KHaraab kii
Jahanzeb Sahir
Ghazal
miTTii ke haath ishq kii miTTii paliid hai
tuu bhii havas kii baat se aage nahii.n gayaa
Fauzia Shaikh
Ghazal
hamaare andar ik achchhaa shariif insaa.n thaa
hamaare saath me.n rah kar paliid ho gayaa hai
Ismail Raaz
Ghazal
Ainuddin Azim
Ghazal
be-shubah ai 'qalaq' sag-e-duniyaa hai vo bashar
jis ne ba-dil itaa.at-e-nafs-e-paliid kii
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
ai gardish-e-hayaat tiraa laakh shukriya
miTTii paliid KHuub kii chehre ke nuur kii
Naresh Nadeem
Ghazal
shikva daraaz-dastii-e-dil kaa bajaa magar
aap hii ke iltifaat ne miTTii paliid kii
Mohammad Shamsuddin Aajiz
Ghazal
jo nazm-o-nasr kaa hai farq us ko qaa.em rakh
adab kii kar na yuu.n miTTii paliid tauba kar
Abdussalam Asim
Ghazal
nafs-e-sag-e-paliid ko gar apne maariye
maanind-e-sher dasht-e-jahaa.n me.n Dakaariye
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
Gariib-e-shaam kii tarkiib musta'aar le le
paliid zikr se guftaar-e-vaahiyaat na kar
Mukarram Husain Awan Zamzam
Ghazal
ham us kaa KHvaab bhii dekhe.n to baa-vazuu rah kar
kisii bhii haal me.n karte paliid KHvaab nahii.n
Ishrat Sagheer
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
naam us kaa hii liyaa kartii hai vo shaam-o-sahar
ek mainaa jo ba.De pyaar se paalii mai.n ne