SEARCH RESULTS
Showing search results for "pand-e-aduu"
Ghazal MATCHES FOR "pand-e-aduu"
Ghazal
junuun-e-mohabbat me.n pand-e-aduu kyaa
bhalaa mai.n kisii kaa buraa chaahtaa huu.n
Aasi Ghazipuri
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
murG-e-sahar aduu na mo.azzin kii kuchh KHataa
'parvii.n' shab-e-visaal me.n sab hai futuur-e-sub.h
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
shor-e-pand-e-naaseh ne zaKHm par namak chhi.Dkaa
aap se ko.ii puuchhe tum ne kyaa mazaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
talKHii-e-pand-o-nasaa.eh bhii gavaaraa ho ga.ii
hazrat-e-vaa.iz bhii hai.n mamnuun-e-ehsaan-e-Gazal
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
pand-e-be-suud se behtar thaa ki yaa-huu kahte
kaash insaa.n ke evaz bante kabuutar vaa.iz
Mohammad Zakariyya Khan
Ghazal
Nadir Kakorvi
Ghazal
shaiKH ke mu.nh me.n pand-o-nasiihat
mai achchhii hai jaam buraa hai
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
firaaq-e-yaar jafaa-e-shamaanat-e-a.adaa
Gam-e-dil o sitam-e-pand-e-naasehaa.n dekhaa
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
ye rashk hai ki vo hotaa hai ham-suKHan tum se
vagarna KHauf-e-bad-aamozi-e-aduu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
is havaale se use pand-e-shakebaa.ii ho
tere zaKHmo.n kii miyaa.n itnii to gahraa.ii ho
Muzammil Husain Cheema
Ghazal
vo zikr-e-va.ada-e-vasl-e-aduu pe kahte hai.n
zaruur mai.n ne kiyaa bizzaruur mai.n ne kiyaa
Nooh Narvi
Ghazal
garm-e-javaab-e-shikva-e-jaur-e-aduu rahaa
us sho'la-KHuu ne jaan jalaa.ii tamaam shab
Momin Khan Momin
Ghazal
mutma.in KHud hii nahii.n phir asar-andaaz ho kyaa
pand-e-vaa.iz abhii andesha-e-anjaam me.n hai
Dil Shahjahanpuri
Ghazal
ai KHudaa jo bhii mujhe pand-e-shakebaa.ii de
us kii aa.nkho.n ko mire zaKHm kii gahraa.ii de
Ahmad Faraz
Ghazal
gavaah-e-vasl-e-aduu sar jhukaa ke dekh na lo
ye band band judaa hai.n qabaa ke dekh na lo
Muztar Khairabadi
Ghazal
hisn-e-zamurradain-e-aduu koh-e-qaaf par
hove to us ko bhej ke ayyaar to.Diye