SEARCH RESULTS
Showing search results for "pechvaan"
Ghazal MATCHES FOR "pechvaan"
Ghazal
dabaa thaa phuul ko.ii mez-posh ke niiche
garaj rahii thii bahut pechvaan kii KHushbuu
Bashir Badr
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
suuraj-dimaaG log bhii ablaaG-e-fikr me.n
zulf-e-shab-e-firaaq ke pechaak ho ga.e
Parveen Shakir
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kahii.n aabid banaa kahii.n zaahid
kahii.n rindo.n kaa peshvaa dekhaa
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Ghazal
'aazaad' huu.n aur gesu-e-pechaa.n me.n giraftaar
kah do mujhe kyaa tum ne sunaa aur hii kuchh hai
Abul Kalam Azad
Ghazal
to.D Daalegii yahii KHaak tilsim-e-shab-o-roz
garche uljhii hu.ii taqdiir ke pechaak me.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
kuchh mauj-e-havaa pechaa.n ai 'miir' nazar aa.ii
shaayad ki bahaar aa.ii zanjiir nazar aa.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
har ko.ii turra-e-pechaak pahan kar niklaa
ek mai.n pairahan-e-KHaak pahan kar niklaa
Ahmad Faraz
Ghazal
hai pech-taab rishta-e-sham-e-sahar-gahii
KHajlat gudaazii-e-nafas-e-naa-rasaa mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
sun ke aamad un kii az-KHud-rafta ho jaate hai.n ham
peshvaa lene ko jaanaa ko.ii ham se siikh jaa.e
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
numuu-paziir hai ye shola-e-navaa to ise
har aane vaale zamaane kii peshvaa.ii de
Obaidullah Aleem
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
chaahaa thaa mafar dil ne magar zulf-e-girah-giir
pechaak banaatii rahii pechaak se baahar
Ejaz Gul
Ghazal
dahr me.n ai KHvaaja Thahrii jab asiirii naa-guziir
dil asiir-e-halqa-e-gesuu-e-pechaa.n kyuu.n na ho