SEARCH RESULTS
Showing search results for "pesh-tar"
Ghazal MATCHES FOR "pesh-tar"
Ghazal
pesh-tar jumbish-e-lab baat se pahle kyaa thaa
zehn me.n sifr kii auqaat se pahle kyaa thaa
Ejaz Gul
Ghazal
'umr bhar ke ai thake haare musaafir hoshiyaar
manzilo.n se pesh-tar hai ik daraKHto.n kaa hujuum
Shahid Meer
Ghazal
thaa zindagii me.n marg kaa khaTkaa lagaa hu.aa
u.Dne se pesh-tar bhii miraa rang zard thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
pahu.nchegaa tere paas kabuutar se pesh-tar
maktuub-e-shauq u.Daa ke tire be-qaraar kaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
kahaa thaa mai.n ne ki dil ko sazaa.e.n aap na de.n
ye pesh-tar se hu.aa aur beshtar gustaaKH
Nooh Narvi
Ghazal
aa.ii hai baarhaa tire aane se pesh-tar
paazeb kii chhanak mere kunj-e-KHayaal me.n
Moeen Nizami
Ghazal
aa.iina dekhnaa is husn pe aasaan nahii.n
pesh-tar aa.nkh mirii merii nazar paidaa kar
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Usman Naazir
Ghazal
bas chand lamhe pesh-tar vo paa.nv dho ke palTaa hai
aur nuur kaa sailaab saa is aabjuu me.n aa gayaa
Ahmad Khayal
Ghazal
thaa be-qaraar vo mire aane se pesh-tar
dekhaa mujhe to paikar-e-daanaa.ii ban gayaa
Qateel Shifai
Ghazal
bichha.D gayaa thaa vo milne se pesh-tar varna
mai.n is tarah se kabhii raa.egaa.n nahii.n hotaa
Nadeem ahmad
Ghazal
ho ga.e barbaad terii aarzuu se pesh-tar
ziist nazr-e-gardish-e-ayyaam ho kar rah ga.ii
Ganesh Bihari Tarz
Ghazal
nahii.n hai saaya ki sun kar naved-e-maqdam-e-yaar
ga.e hai.n chand qadam pesh-tar dar-o-diivaar
Mirza Ghalib
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
'naadir' yahii hai asal me.n meraaj-e-bandagii
yaad un kii un ke ishq se bhii pesh-tar kare.n