SEARCH RESULTS
Showing search results for "peshkash"
Ghazal MATCHES FOR "peshkash"
Ghazal
Thukraataa kaise husn kii is pesh-kash ko mai.n
majbuur ho ke jaam liyaa hai kabhii kabhii
Raaz Layalpuri
Ghazal
bai.aana naqd-e-jaa.n karo 'sayyaah' pesh-kash
rahtii hai un ko aaise KHariidaar kii talaash
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Khalid Irfan
Ghazal
nek-naamii-o-taqaavat ko du.aa jald kaho
diin-o-dil pesh-kash saada-e-KHud-kaam karo
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil nazr-o-diida-pesh-kash ai baa.is-e-hayaat
sach kah ki jii lage hai tiraa kis makaan me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
miTTii me.n kyaa dharii thii ki chupke se sau.np dii
jaan-e-aziiz peshkash-e-naama-bar Galat
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
husn ke aastaane par naasiya rakh ke bhuul jaa
fikr-e-qubuul-o-rad na kar pesh-kash-e-niyaaz me.n
Jigar Barelvi
Ghazal
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
yaa ilaahii mujhe is me.n hai taraddud kal se
dil ye mai.n pesh-kash-e-yaar karuu.n yaa na karuu.n
Fakhir Lakhnavi
Ghazal
husn kii har peshkash ab raa.egaa.n jaane lagii
ishq ko aaKHir KHayaal-e-intiqaam aa hii gayaa
Sahir Siyalkoti
Ghazal
Gul Faraz
Ghazal
hogii qubuul daavar-e-mahshar ye pesh-kash
aayaa huu.n mai.n mataa.a-e-nadaamat liye hu.e
Fazal Husain Sabir
Ghazal
aaGaaz ho rahaa hai na.e ik safar kaa phir
aaya hai pesh-kash na.ii rahbar liye hu.e
Ghazala Tabassum
Ghazal
amiir-e-shahr ne masnad kii peshkash kii thii
shikaarii jaal me.n apne pha.nsaa rahaa thaa mujhe