SEARCH RESULTS
Showing search results for "piiro.n"
Ghazal MATCHES FOR "piiro.n"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
shabaab kho ke bhii Gaflat vahii hai piiro.n ko
sahar kii niind ko bhii shab kaa KHvaab samjhe hai.n
Meer Anees
Ghazal
shaa.erii piiro.n faqiiro.n kaa vaziifa thaa kabhii
ab to ye kaam faqat naam kamaane tak hai
Mumtaz Gurmani
Ghazal
baadshaaho.n kii tarah aur na vaziiro.n kii tarah
ham to darvesh the aa.e yahaa.n piiro.n kii tarah
Shakeel Shamsi
Ghazal
ajab ahvaal dekhaa is zamaane ke amiiro.n kaa
na un ko Dar KHudaa kaa aur na un ko KHauf piiro.n kaa
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
zan-e-duniyaa muriid kis kii nahii.n
ham bhii is qahba ke the piiro.n me.n
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
Waliullah Muhib
Ghazal
muriid piiT ke kyuu.n na.ara-zan na ho.n un kaa
buraa hai haal ki laagaa hai zaKHm piiro.n kaa
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
kuchh mudda.o.n me.n maanaa iraade javaa.n sahii
kuchh baat me.n KHayaal bhii piiro.n kaa dekhnaa
Parvez Waris
Ghazal
Madhav Noor
Ghazal
Kamran Adil
Ghazal
paro.n ko khol zamaana u.Daan dekhtaa hai
zamii.n pe baiTh ke kyaa aasmaan dekhtaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
kaa.nTo.n me.n ghire phuul ko chuum aa.egii lekin
titlii ke paro.n ko kabhii chhilte nahii.n dekhaa
Parveen Shakir
Ghazal
paiham tavaaf-e-kuucha-e-jaanaa.n ke din ga.e
pairo.n me.n chalne phirne kii taaqat nahii.n rahii
Khumar Barabankavi
Ghazal
agar palak pe hai motii to ye nahii.n kaafii
hunar bhii chaahiye alfaaz me.n pirone kaa
Javed Akhtar
Ghazal
dhanak dhanak mirii poro.n ke KHvaab kar degaa
vo lams mere badan ko gulaab kar degaa