SEARCH RESULTS
Showing search results for "po.nchh"
Ghazal MATCHES FOR "po.nchh"
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
bas ai 'miir' mizhgaa.n se po.nchh aa.nsu.o.n ko
tuu kab tak ye motii pirotaa rahegaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
jo ho sake to KHud ashko.n ko po.nchh lo 'ibrat'
kisii ke paas kahaa.n vaqt dil-dahii ke liye
Ibrat Machlishahri
Ghazal
shaayad un ke daaman ne po.nchh dii.n mirii aa.nkhe.n
aaj mere ashko.n kaa rang zaafraanii hai
Kaif Bhopali
Ghazal
mujhe vo Gam hai ki saarii zamiin rone lage
jo ashk po.nchh duu.n to aastiin rone lage
Yasir Khan Inam
Ghazal
mujh se dekhe nahii.n jaate hai.n kisii ke aa.nsuu
po.nchh lo ashk zaraa diida-e-tar se pahle
Azhar Lakhnawi
Ghazal
ruu-e-araq-fishaa.n ko bas po.nchh garm mat ho
us gul me.n kyaa rahegaa jis kaa gulaab niklaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
jo po.nchh lo mire aa.nsuu tum apne daaman me.n
to phuul khil ke rahe.n aur bahaar aa jaa.e
Qadeer Piyarepuri
Ghazal
apne daaman se to mai.n po.nchh rahaa huu.n aa.nsuu
daaman-e-dost kii tauhiin magar hotii hai
Nazeer Banarasi
Ghazal
Sabir Shah Sabir
Ghazal
na po.nchh ashk mire dekh apne daaman se
KHudaa kare na tire pairahan ko aag lage