SEARCH RESULTS
Showing search results for "polish"
Ghazal MATCHES FOR "polish"
Ghazal
ye sang-e-marmarii naaKHun ye kattha.ii polish
ki ko.ii dekhe to kah de hamaare ghaav banaa.o
Charagh Sharma
Ghazal
ruuho.n ke parda-posh gunaaho.n se be-KHabar
jismo.n kii nekiyaa.n hii ginaataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ajiib rang thaa majlis kaa KHuub mahfil thii
safed posh uThe kaa.e.n kaa.e.n karne lage
Rahat Indori
Ghazal
KHud aahanii nahii.n ho to poshish ho aahanii
yuu.n shiisha hii rahoge to patthar bhii aa.e.nge
Jaun Eliya
Ghazal
terii dastaar pe tanqiid kii himmat to nahii.n
apnii paa-posh ko qaaliin kahaa hai mai.n ne
Rahat Indori
Ghazal
sham.a bujhtii hai to us me.n se dhu.aa.n uThtaa hai
sho.ala-e-ishq siyah-posh hu.aa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
dabaa thaa phuul ko.ii mez-posh ke niiche
garaj rahii thii bahut pechvaan kii KHushbuu
Bashir Badr
Ghazal
tanhaa tire maatam me.n nahii.n shaam-e-siyah-posh
rahtaa hai sadaa chaak garebaan-e-sahar bhii
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
harf pardaa-posh the iz.haare-e-dil ke baab me.n
harf jitne shahr me.n the harf-e-laa hote ga.e
Muneer Niyazi
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
paa-posh kii kyaa fikr hai dastaar sambhaalaa
paayaab hai jo mauj guzar jaa.egii sar se
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
maulvii saahib na chho.De.nge KHudaa go baKHsh de
gher hii le.nge police vaale sazaa ho yaa na ho
Akbar Allahabadi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
vo bahaaro.n kaa samaa.n aur vo gul-posh chaman
aise maahaul me.n vo dil hii dukhaane aate
Indira Varma
Ghazal
ba-araaz-gaah-e-'ibrat che bahaar-o-kuu tamaashaa
ki nigaah hai siyah-posh ba-'azaa-e-zindagaanii