SEARCH RESULTS
Showing search results for "pukaartii"
Ghazal MATCHES FOR "pukaartii"
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
har shai pukaartii hai pas-e-parda-e-sukuut
lekin kise sunaa.uu.n ko.ii ham-navaa bhii ho
Nasir Kazmi
Ghazal
'jaalib' pukaartii hai.n vo sholaa-navaa.iyaa.n
ye sard rut ye sard havaa us galii me.n chal
Habib Jalib
Ghazal
jannat pukaartii hai ki mai.n huu.n tire liye
duniyaa ba-zid hai mujh se ki jannat karo mujhe
Munawwar Rana
Ghazal
pukaartii hai.n bhare shahr kii guzargaahe.n
vo roz shaam ko tanhaa dikhaa.ii detaa hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
pukaartii hai.n mujhe ghanTiyaa.n tirii aise
ki jaisaa teraa madiina ho ko.ii mandir yaar!
Syed Kashif Raza
Ghazal
junuu.n ke haath se hai in dino.n garebaa.n ta.ng
qabaa pukaartii hai taar taar ham bhii hai.n
Aagha Akbarabadi
Ghazal
abhii shikast kyaa ki razm-e-aaKHirii ik aur hai
pukaartii hai zindagii haziimato.n ke darmiyaa.n
Pirzada Qasim
Ghazal
pukaartii rahii.n aa.nkhe.n chalaa gayaa hai ko.ii
vo ik sukuut thaa aavaaz se duhaa.ii tak
Shaz Tamkanat
Ghazal
tuufaan-e-inqalaab se maayuusiyo.n ke ba.ad
kashtii pukaartii hai kinaaraa na chaahiye
Shaad Aarfi
Ghazal
na.ii havaa ko madad ke liye pukaartii hai
KHud apnii aag me.n jaltii hu.ii na.ii duniyaa
Aftab Hussain
Ghazal
tumhe.n to qabr kii miTTii bhii ab pukaartii hai
yahaa.n ke log bhii uktaa.e hai.n chale jaa.o
Sabir Zafar
Ghazal
pukaartii thii mujhe saahilo.n kii KHaamoshii
mai.n Duub Duub ke jo baar baar ubhraa huu.n
Fazil Jamili
Ghazal
shab-e-visaal tire dil ke saath lag kar bhii
mirii luTii hu.ii duniyaa tujhe pukaartii hai