SEARCH RESULTS
Showing search results for "pukaartii"
Nazm MATCHES FOR "pukaartii"
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
pukaartii rahii.n baahe.n badan bulaate rahe
bahut aziiz thii lekin ruKH-e-sahar kii lagan
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
barsat ki bahaaren
tiitar pukaarte hai.n sub.haan terii qudrat
kyaa kyaa machii hai.n yaaro barsaat kii bahaare.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
tumhaari aankhen shararti hain
mai.n un kaa aur meraa fan bhii un kaa
KHamosh rah kar pukaartii hai.n
Muzaffar Warsi
Nazm
holi
chhuu.o.n sitaaro.n ke uupar pa.Daa hai rang kaa nuur
sabho.n ke sar pe ye har dam pukaartii hai huur
Nazeer Akbarabadi
Nazm
karahte hue dil
pukaartii hu.ii aa.nkhe.n karaahte hu.e dil
bahut aziiz hai in sab ko zindagii apnii
Mustafa Zaidi
Nazm
gandhi-ji ki aawaz
zamiin naanak-o-chishtii pukaartii hai tumhe.n
dayaar-e-budh kii tajallii pukaartii hai tumhe.n
Nazish Partap Gadhi
Nazm
hawa ruki hai to raqs-e-sharar bhi KHatm hua
tumhaarii gard rifaaqat hai sab ke chehre par
pukaartii hai.n tumhe.n ye adhuurii tahriire.n
Tariq Qamar
Nazm
Tipu-sultan
pukaartii hai.n sira.ngaa-paTam kii diivaare.n
ki ham ko yaad hai.n vo goliyo.n kii bauchhaare.n
Ijtiba Rizvi
Nazm
KHwabon se rishta
jo manzil pukaartii hai tumhe.n
vahii manzil hai merii manzil bhii
Anwar Afaqi
Nazm
sisakti mazlumiyat ke nam
lahuu kaa sadqa utaartii hai.n
falak kii jaanib nazar uThaa.e na jaane kis ko pukaartii hai.n
Tariq Qamar
Nazm
intizar
lahuuluhaan samundar kii be-karaa.n lahre.n
pukaartii hai.n tumhe.n ab bhii be-zabaa.n lahre.n
Asad Rizvi
Nazm
koi baat nahin
chalte chalte thak ga.ii achchhaa likhaa hai
paiham mujhe pukaartii rahii vo ko.ii baat nahii.n