SEARCH RESULTS
Showing search results for "pukhta-kaar"
Ghazal MATCHES FOR "pukhta-kaar"
Ghazal
ba.Dii hasiin zamaane kii chaal hai lekin
fareb me.n dil-e-naa-puKHta-kaar aa jaa.e
Nazeer Ansari
Ghazal
haqiiqat-e-fareb-e-husn aalam aashkaar kii
ye ibtidaa-e-fatah hai junuun-e-puKHta-kaar kii
Iqbal Sohail
Ghazal
ye aur mere iraado.n ko puKHta kar degii
jo barq mere nasheman pe dandanaatii hai
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
is qadar dushvaariyo.n kaa ye ba.Daa ehsaan hai
haadso.n kaa silsila iimaan puKHta kar gayaa
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
kis ke kahne se tark-e-mai 'taalib'
KHaam hai shaiKH puKHta-kaar nahii.n
Munshi Thakur Parsad Talib
Ghazal
mujhe ye Dar hai muqaamir hai.n puKHta-kaar bahut
na rang laa.e kahii.n tere haath kii KHaamii
Allama Iqbal
Ghazal
ye puKHta-kaar taGazzul KHayaal ke bal par
Gazal ke shar-e-qafas me.n guzaar aa.egaa
Shaad Aarfi
Ghazal
'ajiib chiiz hai nazro.n kii puKHta-giirii bhii
jo puKHta-kaar bahut the vo KHaam bhii nikle
Ustad Azmat Hussain Khan
Ghazal
Khar Dehlavi
Ghazal
aasaa.n nahii.n mu'aamla us puKHta-kaar se
letaa hai jins-e-dil ko bhii sau baar dekh kar
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
kamaal-e-ishq ko farhaad-o-qais kab pahu.nche
vo puKHta-kaar hai dil jis kaa baar baar aaya
Dagh Dehlvi
Ghazal
vo kar rahe the mujh ko vafaa.o.n me.n puKHta-kaar
mashq-e-sitam hai madd-e-nazar imtihaa.n na thaa
Shakir Naiti
Ghazal
agar un kii talab hai puKHta-kaar-e-aarzuu ho jaa
havas kii KHaam-kaarii ai dil-e-naashaad rahne de
Wali Kakoravi
Ghazal
Ehsas Muradabadi
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
Aziz Tamannai
Ghazal
chilman se aise ham ko pukaaraa kare ko.ii
aa.nkho.n se guftuguu kaa ishaara kare ko.ii