SEARCH RESULTS
Showing search results for "pur-kaar"
Ghazal MATCHES FOR "pur-kaar"
Ghazal
Khar Dehlavi
Ghazal
aa.nkh jo ishva-e-pur-kaar liye phirtii hai
muzhda-e-taale-e-bedaar liye phirtii hai
Syed Hamid
Ghazal
mu.nh-zor hai.n maGruur hai.n pur-kaar nahii.n hai.n
ham log abhii saahab-e-kirdaar nahii.n hai.n
Hans Raj Sachdev 'hazii.n'
Ghazal
raah-e-pur-KHaar se jo gayaa bhii nahii.n
zindagii kyaa hai us ko pataa bhii nahii.n
Mohibullah Rafiq
Ghazal
is gulshan-e-pur-KHaar se maanind-e-sabaa bhaag
vahshat yahii kahtii hai ki zanjiir tu.Daa bhaag
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
paa.nv le aa.e mujhe vaadii-e-pur-KHaar ke paas
sar me.n saudaa hai ki chaliye usii diivaar ke paas
Ahmad Hasan Fida
Ghazal
darpesh har qadam pe hai.n pur-KHaar raaste
anjaan manzilo.n ke ye dushvaar raaste
Mehboob Rahi
Ghazal
ghabraa ga.e the raah ko pur-KHaar dekh kar
himmat ba.ndhii hai qaafila-e-saalaar dekh kar
Basheer Ahmad Shad
Ghazal
pur-KHaar rahguzar pe hii chalnaa nahii.n sadaa
KHushiyo.n ko paa.nv paa.nv masalnaa nahii.n sadaa
Sughra Sadaf
Ghazal
aaj gulshan kii fazaa pur-KHaar hai tere baGair
saa.ns lenaa bhii mujhe dushvaar hai tere baGair
Rahbar Jadeed
Ghazal
jaada-e-shauq hai gul-posh to pur-KHaar bhii hai
justujuu hai tirii aasaan to dushvaar bhii hai
Talib Mahmud
Ghazal
Firoz Natiq Khusro
Ghazal
haath thakte nahii.n ra.ngo.n ke hayuule ban kar
ahl-e-fan ko sar-e-kaaGaz KHat-e-pur-kaar bahut
Siddique Afghani
Ghazal
saut me.n jitnaa KHalaa hai use pur kar de sadaa
is tasalsul se ko.ii naam pukaare us ke
Mahmood Azhar
Ghazal
kaa.nTo.n me.n aa ga.ii hai gul-e-tar kii taazgii
ab lutf-e-sair-e-vaadii-e-pur-KHaar hai kahaa.n