SEARCH RESULTS
Showing search results for "pur-kaar"
Nazm MATCHES FOR "pur-kaar"
Nazm
kalima-e-tayyiba ka pahla lafz la
laa kii manzil manzil-e-dushvaar hai pur-KHaar hai
kufr se daaman chhu.Daanaa bhii ba.Daa aazaar hai
Naseem Ansari
Nazm
qanun-e-qudrat
jab ghaTaa-Top a.ndhere me.n qadam chal na sake.n
aur jab jaada-e-pur-KHaar pe ham chal na sake.n
Ameer Chand Bahar
Nazm
aurat
raah-e-pur-KHaar bhii aasaa.n hai tasavvur se tire
shab-e-taariik me.n har-suu hai ujaalaa tujh se
Bismil Aazmi
Nazm
etiraf
sa.ng ko gauhar-e-naayaab-o-giraa.n jaanaa thaa
dasht-e-pur-KHaar ko firdaus-e-javaa.n jaanaa thaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
gul-shuda shamon ka matam na karo
aaj phir karte ho kis zo'm pe zaKHmo.n kaa shumaar
sar-phiro vaadii-e-pur-KHaar me.n ye to hogaa
Ahmad Faraz
Nazm
qadam mila ke chalo
hazaar raasta pur-KHaar hai to Gam kyaa hai
qadam uThaanaa hii dushvaar hai to Gam kyaa hai
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Nazm
rasta jo ujalon ki taraf jata hai
raah pur-KHaar thii bachnaa thaa kaThin daaman kaa
choT aa.ii vo buraa haal hu.aa tan man kaa
Neelam Antulay
Nazm
tashwish
mujh ko tashviish hai kuchh roz se mere mahbuub
mere andaaz-e-tafakkur kii ye pur-KHaar ravish