SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaabil-e-jaur-o-sitam"
Ghazal MATCHES FOR "qaabil-e-jaur-o-sitam"
Ghazal
itnii jo aziyyat use detaa hai tuu har dam
kyaa qaabil-e-jaur-o-sitam ai yaar vahii hai
Gulam Yahya Huzur Azimabadi
Ghazal
ham intihaa-e-jaur-o-sitam dekhte rahe
ya.anii ki un ke lutf-o-karam dekhte rahe
Rajesh Kumar Auj
Ghazal
Manzar Lakhnavi
Ghazal
ye ham hai.n ki jaur-o-sitam dekhte hai.n
sahar uTh ke phir ye qadam dekhte hai.n
Munshi Khairati Laal Shagufta
Ghazal
nasl-e-aadam pe vahii jaur-o-sitam aaj bhii hai
aur ye tafraqa-e-dair-o-haram aaj bhii hai
Dr. Fauq Kareemi
Ghazal
kisii ke jaur-o-sitam kaa to ik bahaana thaa
hamaare dil ko bahar-haal TuuT jaanaa thaa
Naresh Kumar Shad
Ghazal
be-gaana-adaa.ii hai sitam jaur-o-sitam me.n
ham chhupne na paa.e ki chhupaa aap vo ham me.n
Qalaq Merathi
Ghazal
mustaujib-e-zulm-o-sitam-o-jaur-o-jafaa huu.n
har-chand ki jaltaa huu.n pe sargarm-e-vafaa huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
ik bevafaa ko KHuugar-e-jaur-o-jafaa kiyaa
iz.haar-e-shauq us se kiyaa haa.e kyaa kiyaa
Sahir Bhopali
Ghazal
jab se vo shoKH maa.il-e-jaur-o-jafaa hu.aa
kuchh apnii zindagii kaa mujhe aasraa hu.aa
Jaleel Qidwai
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
shikva-e-jaur-o-jafaa ho ye zaruurii to nahii.n
hashr ulfat kaa buraa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
yaas-o-hiraas-o-jaur-o-jafaa se alag-thalag
ik saa.ebaa.n hai qahr-e-KHudaa se alag-thalag
Rahi Fidai
Ghazal
jaur-o-be-mehrii-e-iGmaaz pe kyaa rotaa hai
mehrbaa.n bhii ko.ii ho jaa.egaa jaldii kyaa hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ye jaur-e-dast-e-zamaana kahaa kahaa na kahaa
ki dil kaa haal kabhii aap ne sunaa na kahaa
Shah Room Khan wali
Ghazal
tarz-e-jaur-o-sitam nahii.n na sahii
dil dukhaane ke hai.n hazaar tariiq