SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaabuu"
Ghazal MATCHES FOR "qaabuu"
Ghazal
hu.aa hai jab se dil-e-naa-subuur be-qaabuu
kalaam tujh se nazar ko ba.De adab se hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Rajesh Reddy
Ghazal
ashk qaabuu me.n nahii.n raaz chhupaa.uu.n kyuu.nkar
dushmanii mujh se mire diida-e-tar rakhte hai.n
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
ishq par kuchh na chalaa diida-e-tar kaa qaabuu
us ne jo aag lagaa dii vo bujhaa.ii na ga.ii
Jigar Moradabadi
Ghazal
qaabuu me.n aaj dil nahii.n kyaa ho gayaa mujhe
phir aaj KHvaahishaat me.n uljhaa hu.aa huu.n mai.n
Jahangeer nayab
Ghazal
mere qaabuu me.n na pahro.n dil-e-naashaad aayaa
vo miraa bhuulne vaalaa jo mujhe yaad aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
dil-lagii tark-e-mohabbat nahii.n taqsiir mu.aaf
hote hote mire qaabuu me.n tabii.at hogii
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
qabr par kis shaan se vo be-naqaab aane ko hai
aaftaab-e-sub.h-e-mahshar ham-rikaab aane ko hai
Fani Badayuni
Ghazal
mai.n ye samjhuu.n ko.ii ma.ashuuq mire haath aayaa
mere qaabuu me.n jo aa jaa.e tabii.at merii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
lag ke so.ii hai ko.ii raat mire siine se
subah ho jaa.e ki jazbaat pe qaabuu aa.e
Shakeel Azmi
Ghazal
mahshar me.n paas kyuu.n dam-e-fariyaad aa gayaa
rahm us ne kab kiyaa thaa ki ab yaad aa gayaa
Momin Khan Momin
Ghazal
ik nazar naza.a me.n dekhii thii kisii kii suurat
muddato.n qabr me.n bechain dil-e-zaar rahaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
sub.h tak hijr me.n kyaa jaaniye kyaa hotaa hai
shaam hii se mire qaabuu me.n nahii.n dil meraa
Jigar Moradabadi
Ghazal
miraa sabuucha Ganiimat hai is zamaane me.n
ki KHaanqaah me.n KHaalii hai.n suufiyo.n ke kaduu
Allama Iqbal
Ghazal
ye bhii na dastaras me.n thaa vo bhii na thaa miraa
qaabuu se dil kabhii to kabhii phir jigar gayaa