SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaanuun"
Ghazal MATCHES FOR "qaanuun"
Ghazal
merii haalat dekhiye aur un kii suurat dekhiye
phir nigaah-e-Gaur se qaanuun-e-qudrat dekhiye
Josh Malihabadi
Ghazal
kyaa ye mausam tire qaanuun ke paaband nahii.n
mausam-e-gul me.n ye dastuur-e-KHizaa.n kis kaa hai
Meraj Faizabadi
Ghazal
faulaad se faulaad to kaT saktaa hai lekin
qaanuun se qaanuun ko badlaa nahii.n jaataa
Muzaffar Warsi
Ghazal
is na.e qaanuun kaa manzar yahii dikhtaa hai ab
paa.nv kaT jaa.e.nge lekin be.Diyaa.n rah jaa.e.ngii
Aadarsh Dubey
Ghazal
kaun rotaa hai kisii aur kii KHaatir ai dost
sab ko apnii hii kisii baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kaun kahtaa hai bure kaam kaa phal bhii hai buraa
dekh masnad pe hai.n masjid ko giraane vaale
Sada Ambalvi
Ghazal
Aasi uldani
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
Abbas Dana
Ghazal
'afzal' aur qais ne qaanuun banaayaa hai ki ishq
duusrii baar bhii hotaa hai nahii.n bhii hotaa
Afzal Khan
Ghazal
Gaarat-garii-e-shahr me.n shaamil hai kaun kaun
ye baat ahl-e-shahr pe khul bhii ga.ii to kyaa
Iftikhar Arif
Ghazal
ik taraf qaanuun hai aur ik taraf insaan hai
KHatm hotaa hii nahii.n jurm-o-sazaa kaa silsila
Krishn Bihari Noor
Ghazal
qaanuun kis ne badlaa hai qudrat kaa shaiKH-jii
daaruu hai ab bhii mai hii Gam-e-rozgaar kaa
Mela Ram Wafa
Ghazal
dastuur hai guzaarish-e-ahvaal-e-vaaqa.ii
qaanuun ye nahii.n hai ki shikva na chaahiye
Shaad Aarfi
Ghazal
Safi Aurangabadi
Ghazal
hairat ke maqaamaat me.n qaanuun-e-navaa na.ii.n
hai saaz-e-KHamoshii lab-e-tasviir kii aavaaz
Siraj Aurangabadi
Ghazal
kaun dekhegaa yahaa.n din ke ujaalo.n kaa sitam
ye sitaare to chale jaa.e.nge sab raat ke saath