SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaanuun"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qaanuun"
Nazm
kisi ko udas dekh kar
tumhe.n udaas saa paataa huu.n mai.n ka.ii din se
na jaane kaun se sadme uThaa rahii ho tum
Sahir Ludhianvi
PAGE MATCHES FOR "qaanuun"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "qaanuun"
Ghazal
merii haalat dekhiye aur un kii suurat dekhiye
phir nigaah-e-Gaur se qaanuun-e-qudrat dekhiye
Josh Malihabadi
Hindi Ghazal
vo saliibo.n ke qariib aa.e to ham ko
qaa.ede qaanuun samjhaane lage hai.n
Dushyant Kumar
Ghazal
kyaa ye mausam tire qaanuun ke paaband nahii.n
mausam-e-gul me.n ye dastuur-e-KHizaa.n kis kaa hai
Meraj Faizabadi
Ghazal
faulaad se faulaad to kaT saktaa hai lekin
qaanuun se qaanuun ko badlaa nahii.n jaataa
Muzaffar Warsi
Mazahiya
mard honii chaahiye KHaatuun honaa chaahiye
ab grammar kaa yahii qaanuun honaa chaahiye
Anwar Masood
Ghazal
is na.e qaanuun kaa manzar yahii dikhtaa hai ab
paa.nv kaT jaa.e.nge lekin be.Diyaa.n rah jaa.e.ngii
Aadarsh Dubey
Ghazal
kaun rotaa hai kisii aur kii KHaatir ai dost
sab ko apnii hii kisii baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
tin aawazen
mere qaanuu.n bhii na.e merii sharii.at bhii na.ii
ab faqiihaan-e-haram dast-e-sanam chuume.nge