SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaid-e-qafas"
Ghazal MATCHES FOR "qaid-e-qafas"
Ghazal
so.e hai.n abhii ahl-e-junuu.n qaid-e-qafas me.n
pairo.n me.n khanaktii nahii.n zanjiir kisii kii
Ahsan Aazmi
Ghazal
Jameel Ahmad Jameel
Ghazal
fasl-e-gul qaid-e-qafas aa.nkho.n kaa bharnaa un par
chhaa.ii hai kaalii ghaTaa aur hai gulzaar judaa
Al-Haaj Al-Hafiz
Ghazal
ham agar qaid-e-qafas me.n hai.n to is kaa Gam nahii.n
ham pe jo guzre so guzre KHair ho sayyaad kii
Saadi Gilani
Ghazal
fareb-e-tasavvur hai qaid-e-qafas hai
har ik shaaKH par aashiyaa.n dekhtaa huu.n
Tabish Dehlvi
Ghazal
dikhlaa.e.n ham shikastagii-e-baal-o-par kise
kahte hai.n log mausam-e-qaid-e-qafas gayaa
Hurmatul Ikaram
Ghazal
Saraswati Saran Kaif
Ghazal
kiyaa inkaar jab qaid-e-qafas se tab khulaa ye
par-e-parvaaz kii had to karaa.n-taa-ba-karaa.n hai
Anjum Usman
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Safdar Mirzapuri
Ghazal
dil ko mai.n qaid-e-qafas se to bachaa le aayaa
kab use qaid-e-nasheman se rihaa.ii duu.ngaa
Qamar Jalalabadi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
chaT chuke qaid-e-qafas se ab asiiraan-e-chaman
ba.ad viiraane ke aabaad aashiyaana ho chukaa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
qaid-e-qafas me.n hasrat-e-parvaaz kyuu.n rahe
sayyaad jo u.Daa de mire baal-o-par kahii.n