SEARCH RESULTS
Showing search results for "qariine"
Ghazal MATCHES FOR "qariine"
Ghazal
sab apne apne qariine se muntazir us ke
kisii ko shukr kisii ko shikaayate.n karnii
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
sab qariine usii dildaar ke rakh dete hai.n
ham Gazal me.n bhii hunar yaar ke rakh dete hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
har samt pareshaa.n tirii aamad ke qariine
dhoke diye kyaa kyaa hame.n baad-e-saharii ne
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kahii.n KHuluus kahii.n dostii kahii.n pe vafaa
ba.De qariine se ghar ko sajaa ke rakhte hai.n
Hastimal Hasti
Ghazal
vo duur khi.nch ke shab-e-vasl us kaa ye kahnaa
ko.ii udhar hii ko baiThaa rahe qariine se
Nizam Rampuri
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Jamal Owaisi
Ghazal
Hastimal Hasti
Ghazal
sumuum-e-vaqt ne lahje ko zaKHm zaKHm kiyaa
vagarna ham ne qariine sabaa ke rakkhe the
Amjad Islam Amjad
Ghazal
vo zaruur aa.egaa ik aas lagaa lii mai.n ne
ghar kii har chiiz qariine se sajaa lii mai.n ne
Taruna Mishra
Ghazal
rahne kaa dasht me.n bhii saliiqa nahii.n gayaa
yaa.n bhii qariine saare mire ghar ke dekh lo
Dil Ayubi
Ghazal
ye fauj nikaltii thii kahaa.n KHaana-e-dil se
yaado.n ko nihaayat hii qariine se nikaalaa
Iqbal Sajid
Ghazal
asl-e-suKHan me.n naam ko pechiidgii na thii
ib.haam jis qadar thaa qariine ke biich thaa
Abu Turab
Ghazal
jab ik saraab me.n pyaaso.n ko pyaas utaartii hai
mire yaqii.n ko qariin-e-qayaas utaartii hai
Afzal Khan
Ghazal
muntashir har shai qariine se sajaa dii jaa.egii
yaa mire kamre kii shaKHsiyyat miTaa dii jaa.egii