SEARCH RESULTS
Showing search results for "qariine"
Nazm MATCHES FOR "qariine"
Nazm
safar ke waqt
hai tum ko taish hai baalishtiyo.n kii ye duniyaa
to phir qariine se tum un ko be-libaas karo
Jaun Eliya
Nazm
ai nae sal bata tujh mein naya-pan kya hai
agle barso.n kii tarah ho.nge qariine tere
kise maaluum nahii.n baarah mahiine tere
Faiz Ludhianvi
Nazm
taj-mahal
yaa taaj qariine se abhii rakh ke zamii.n par
soyaa hai ko.ii baadshah-e-vaqt yahii.n par
Mahshar Badayuni
Nazm
ghaddar
zindagii ko na.ii karvaTe.n baKHshne vaale saare tasavvur
na.ii justujuu ke qariine
Atif tauqeer
Nazm
mahrumi
har ik chiiz kaise qariine se rakhii hu.ii hai
mai.n kahtii huu.n maano chalo aa.o mahfil sajii hai
Meeraji
Nazm
sawan ke mahine
getii se ubalte the tamannaa ke saliiqe
garduu.n se baraste the mohabbat ke qariine
Josh Malihabadi
Nazm
barkha-rut
ye ghaTaa.e.n hai.n ki KHvaabo.n ke safiine hai.n ravaa.n
be-qariine hai.n ravaa.n
Akhtar Shirani
Nazm
tujhe kya KHabar
tirii chhoTii chhoTii nishaaniyo.n ko
ba.De qariine se poTlii me.n lapeT kar
Talib Ansari
Nazm
hindu musalmanon ka ittihad
yaksaa.n hai.n jab qariine raftaar ke chalan ke
dono.n ho chaa.nd-suuraj is gardish-e-kuhan ke
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
middle-class
safed-poshii kii oT me.n be-shumaar aahe.n chhupii hu.ii hai.n
qariin-e-jaa.n hai
Salman Sarwat
Nazm
aaj phir jine ka ai dost irada kar tu
uTh ke chup-chaap chalaa jaataa hai mahfil se tuu
dost hote hai.n pareshaan qariine se tire
Sada Ambalvi
Nazm
chalo bhayya tumko banaun main ghoDa
tumhaare liye mai.n ne gaa.Dii banaa.ii
har ik shai qariine se is me.n lagaa.ii
Lateef Farooqi
Nazm
to kya
tamannaa KHud-kalaamii ke qariine kii ridaa o.Dhe
labo.n kii kapkapaahaT thii