SEARCH RESULTS
Showing search results for "qimaar"
Ghazal MATCHES FOR "qimaar"
Ghazal
ham se bhii is bisaat pe kam ho.nge bad-qimaar
jo chaal ham chale so nihaayat burii chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
dimashq-e-maslahat o kuufa-e-nifaaq ke biich
fuGaan-e-qaafila-e-be-navaa kii qiimat kyaa
Iftikhar Arif
Ghazal
yahaa.n jo aa.egaa vo KHud ko haar jaa.egaa
qimaar-KHaana-e-jaa.n me.n nayaa nahii.n huu.n mai.n
Iftikhar Mughal
Ghazal
sar-e-niyaaz ko teraa hii aastaana hu.aa
sharaab-KHaana hu.aa yaa qimaar-KHaana hu.aa
Ameer Minai
Ghazal
nahii.n paas kuchh ek dil hai so vo bhii
qimaar-e-mohabbat me.n haare hu.e hai.n
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
yaanii qimaar-e-ishq me.n kyaa kuchh hai daav par
is raaz-e-vaa-shagaaf ko paa lenaa chaahiye
Zafar Iqbal
Ghazal
puuchhte ho haal kyaa meraa qimaar-e-ishq me.n
jhaa.D baiThaa haath mai.n naqd-e-dil-o-dii.n haar ke
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
baraa.e dars ab atfaal-e-shahr aate hai.n
haraam-kaar-e-Ginaa-o-qimaar mai.n bhii thaa
Saqi Faruqi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
agar mai.n aaKHirii baazii na kheltaa 'az.har'
to KHaalii haath na aataa qimaar-KHaane se
Azhar Faragh
Ghazal
qimaar-e-ishq me.n sab kuchh ga.nvaa diyaa mai.n ne
umiid-e-nafa.a me.n KHauf-e-ziyaa.n nahii.n hotaa
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
'saudaa' qimaar-e-ishq me.n shiirii.n se kohkan
baazii agarche paa na sakaa sar to kho sakaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
naaseh qimaar-gaah-e-mohabbat me.n jii na haar
dil ko lagaa ke naf.a uThaa KHuub maal khii.nch
Dagh Dehlvi
Ghazal
ajiib sehr thaa dil ke qimaar-KHaane me.n
tab uTh ke aa.e ki hastii bhii haar dii ham ne
Tariq Naeem
Ghazal
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
qimaar-e-mohabbat me.n gar aah kii
ye jiitii hu.ii baazii har jaa.egii