SEARCH RESULTS
Showing search results for "qimaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qimaar"
Ghazal
ham se bhii is bisaat pe kam ho.nge bad-qimaar
jo chaal ham chale so nihaayat burii chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Nazm
parchhaiyan
sitamgaro.n ke siyaasii qimaar-KHaane me.n
alam-nasiib faraasat kaa mol mil na sakaa
Sahir Ludhianvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "qimaar"
Ghazal
dimashq-e-maslahat o kuufa-e-nifaaq ke biich
fuGaan-e-qaafila-e-be-navaa kii qiimat kyaa
Iftikhar Arif
Ghazal
yahaa.n jo aa.egaa vo KHud ko haar jaa.egaa
qimaar-KHaana-e-jaa.n me.n nayaa nahii.n huu.n mai.n
Iftikhar Mughal
Ghazal
sar-e-niyaaz ko teraa hii aastaana hu.aa
sharaab-KHaana hu.aa yaa qimaar-KHaana hu.aa
Ameer Minai
Ghazal
nahii.n paas kuchh ek dil hai so vo bhii
qimaar-e-mohabbat me.n haare hu.e hai.n
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
yaanii qimaar-e-ishq me.n kyaa kuchh hai daav par
is raaz-e-vaa-shagaaf ko paa lenaa chaahiye
Zafar Iqbal
Ghazal
puuchhte ho haal kyaa meraa qimaar-e-ishq me.n
jhaa.D baiThaa haath mai.n naqd-e-dil-o-dii.n haar ke
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
baraa.e dars ab atfaal-e-shahr aate hai.n
haraam-kaar-e-Ginaa-o-qimaar mai.n bhii thaa
Saqi Faruqi
Nazm
lamha-e-ghanimat
aur puraane qimaar-KHaane me.n
kohna shaatir baham ulajhne lage














