SEARCH RESULTS
Showing search results for "qiraan-e-baaham"
Ghazal MATCHES FOR "qiraan-e-baaham"
Ghazal
KHizaa.n kaa KHauf bhii hai mausam-e-bahaar bhii hai
kabhii tumhaaraa kabhii apnaa intizaar bhii hai
Kavita Kiran
Ghazal
suluuk-e-dost ne kyaa aisaa kar diyaa hai 'kiran'
ki umr kaT ga.ii dil ko magar qaraar nahii.n
Kavita Kiran
Ghazal
tuufaan-e-baad-o-baaraa.n me.n sab bah gayaa 'kiran'
barsaat ab kii baa.is-e-rahmat hu.ii nahii.n
Kavita Kiran
Ghazal
'kiran' vo pichhle dino.n kii to baat aur hii thii
agarche milne ko yuu.n kitne maah-o-saal mile
Kavita Kiran
Ghazal
charaaG to hai.n magar itne dhu.ndle dhu.ndle kyuu.n
'kiran' tumhaare to ye naqsh-e-paa nahii.n hote
Kavita Kiran
Ghazal
isii maqaam pe tum bhii kiran chale aa.o
jahaa.n pe tum ne badal dii thii zindagii merii
Kavita Kiran
Ghazal
kis ko KHabar 'kiran' hai kahaa.n manzil-e-hayaat
mushkil samajh rahaa huu.n abhii ibtidaa ko mai.n
Kiran Kashmeeri
Ghazal
mu.nh par ye goshvaara motii kaa jalva-gar hai
jaise qiraan-e-baaham ho maah o mushtarii kaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
jamaal-e-yaar se raushan hu.ii mirii duniyaa
vo chamkii dil me.n kiran maahtaab se pahle
A G Josh
Ghazal
ab vaa'iz-o-zaahid hai.n baham dast-o-garebaa.n
ik jang-e-jamal aaj masaajid me.n chhi.Dii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
bahaar-e-vaqt kaa har ik chalan shikasta hai
yahii sabab hai chaman kaa badan shikasta hai
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
ab in me.n apnaa lahuu ho ki ko.ii shoKH kiran
varaq jo saada hai naqsh-o-nigaar maa.nge hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Nasim Maysori
Ghazal
duniyaa fareb-e-rishta-e-baaham na de mujhe
jo bhaa.ii-chaargii kaa ho paikar vo bhaa.ii de
Saba Naqvi
Ghazal
rabt-e-baaham pe hame.n kyaa na kahe.nge dushman
aashnaa jab tire paiGaam se jal jaate hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
vaah kyaa chiiz hai ye shiddat-e-rabt-e-baaham
baar-haa KHud pe mujhe teraa gumaa.n hotaa hai
Amir Usmani
Ghazal
aap ko gar kuchh KHayaal-e-vaa'da-e-baaham rahe
mubtalaa-e-aarzuu kyo.n mubtalaa-e-Gam rahe