SEARCH RESULTS
Showing search results for "quvvat"
Ghazal MATCHES FOR "quvvat"
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
merii zabaa.n se quvvat-e-goyaa.ii chhiin kar
guu.ngo.n kii daastaan me.n rakkhaa gayaa mujhe
Jahangeer Nayab
Ghazal
taqdiir shikan quvvat baaqii hai abhii is me.n
naadaa.n jise kahte hai.n taqdiir kaa zindaanii
Allama Iqbal
Ghazal
maslahat chhiin lii hai quvvat-e-guftaar magar
kuchh na kahnaa hii miraa merii KHataa ho baiThaa
Farhat Shahzad
Ghazal
Gaalib ki deve quvvat-e-dil is za.iif ko
tinke ko jo dikhaave hai pal me.n pahaa.D kar
Meer Taqi Meer
Ghazal
pahle hamaarii aa.nkh me.n biinaa.ii aa.ii thii
phir is ke baa'd quvvat-e-goyaa.ii aa.ii thii
Ammar Iqbal
Ghazal
har-chand mirii quvvat-e-guftaar hai mahbuus
KHaamosh magar tab-e-KHud-aaraa nahii.n hotii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
dil ne dekhaa hai bisaat-e-quvvat-e-idraak ko
kyaa ba.Dhe is bazm me.n aa.nkhe.n uThaane ke liye
Akbar Allahabadi
Ghazal
KHushii usii kii hamesha nazar me.n rahtii thii
aur apnii quvvat-e-Gam bhii bahaal rakhte the
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
iz.haar me.n quvvat hai to mil jaa.egaa mauzuu.a
suukhaa nahii.n pa.Dtaa hai to barsaat pe ronaa
Shuja Khaavar
Ghazal
ye to ab quvvat-e-goyaa.ii nahii.n hai varna
terii aavaaz me.n aavaaz milaa.uu.n mai.n bhii
Himanshi Babra
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
is shahr ke logo.n me.n nahii.n quvvat-e-bardaasht
ye shahr to saaraa hii fasaadii hai chalaa jaa
Shozeb Kashir
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
ik thakan quvvat-e-iz.haar me.n aa jaatii hai
vaqt ke saath kamii pyaar me.n aa jaatii hai
Atul Ajnabi
Ghazal
ab laal-e-nau-KHat us ke kam baKHshte hai.n farhat
quvvat kahaa.n rahe hai yaaquuti-e-kuhan me.n