SEARCH RESULTS
Showing search results for "quvvat"
Nazm MATCHES FOR "quvvat"
Nazm
shikwa
tujh ko ma.aluum hai letaa thaa ko.ii naam tiraa
quvvat-e-baazu-e-muslim ne kiyaa kaam tiraa
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
jo bharosaa thaa use quvvat-e-baazuu par thaa
hai tumhe.n maut kaa Dar us ko KHudaa kaa Dar thaa
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
aashkaaraa hai ye apnii quvvat-e-tasKHiir se
garche ik miTTii ke paikar me.n nihaa.n hai zindagii
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
kis ko ab hogaa vatan me.n aah meraa intizaar
kaun meraa KHat na aane se rahegaa be-qaraar
Allama Iqbal
Nazm
daraKHt mere dost
tumhaare tane kii mataanat aur quvvat
dhuup aur baarish tumhe.n apne tohfo.n se navaaztii rahe
Sarvat Husain
Nazm
watan
ai vatan josh hai phir quvvat-e-iimaanii me.n
KHauf kyaa dil ko safiina hai jo tuGyaanii me.n
Josh Malihabadi
Nazm
jawan beTi se bap ka KHitab
tumhe.n sab yaad to hogaa
mirii beTii mire baazuu me.n vo quvvat nahii.n baaqii
Afeef Siraj
Nazm
hindi islam
vahdat kii hifaazat nahii.n be-quvvat-e-baazuu
aatii nahii.n kuchh kaam yahaa.n 'aql-e-KHudaa-daad
Allama Iqbal
Nazm
bangal
zamii.n kii quvvat-e-taKHliiq ke KHudaa-vando
milo.n ke muntazimo.n saltanat ke farzando
Sahir Ludhianvi
Nazm
karl marx
ko.ii quvvat us kii sadd-e-raah ban saktii nahii.n
vaqt kaa farmaan jab aataa hai ban kar inqilaab
Wamiq Jaunpuri
Nazm
madh
pahu.nchii hai sar-e-haraf-e-du.aa ab mirii tahriir
har kaam me.n barkat ho har ik qaul me.n quvvat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sayyad ki lauh-e-turbat
banda-e-momin kaa dil biim-o-riyaa se paak hai
quvvat-e-farmaa.n-ravaa ke saamne bebaak hai