SEARCH RESULTS
Showing search results for "ra.anaa.ii"
Ghazal MATCHES FOR "ra.anaa.ii"
Ghazal
sehn-e-gulshan me.n kabhii ai shah-e-shamshaad-qadaa.n
phir nazar aa.e saliiqa tirii ra.anaa.ii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
khulii jo aa.nkh to kuchh aur hii samaa.n dekhaa
vo log the na vo jalse na shahr-e-raanaa.ii
Nasir Kazmi
Ghazal
vo mast nigaahe.n hai.n yaa vajd me.n raqsaa.n hai
tasniim kii lahro.n me.n firdaus kii raa'naa.ii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
vo meraa sail-e-talab ho ki terii ra.anaa.ii
cha.Dhaa hai jo bhii samundar use utarnaa hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
maktabo.n me.n kahii.n raanaa.i-e-afkaar bhii hai
KHaanqaaho.n me.n kahii.n lazzat-e-asraar bhii hai
Allama Iqbal
Ghazal
ye madrasa ye javaa.n ye suruur o ra.anaa.ii
inhii.n ke dam se hai mai-KHaana-e-fara.ng aabaad
Allama Iqbal
Ghazal
Ammar Iqbal
Ghazal
KHaak me.n dil ko milaayaa jalva-e-raftaar se
kyuu.n na ho ai naujavaa.n ik shaan-e-ra.anaa.ii to hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
naala aataa hai jo lab par to Gazal bantaa hai
mere fan par bhii hai partav tirii ra.anaa.ii kaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
log vaapas ho ga.e 'saajid' numaa.ish gaah se
aur mai.n khoyaa rahaa ik mahshar-e-ra.anaa.ii me.n
Iqbal Sajid
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
raanaa.i-e-kaunain se be-zaar hamii.n the
ham the tire jalvo.n ke talabgaar hamii.n the
Ehsan Danish
Ghazal
vo ek KHvaab jo taamiir aap hai apnii
mai.n kyaa haqiiqat-e-raanaa.i-e-KHayaal kahuu.n
Ravish Siddiqi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
is nik.hat-o-ra.anaa.ii se khaa.e hai.n ka.ii zaKHm
ai tuu ki nahii.n nik.hat-o-ra.anaa.ii idhar aa