SEARCH RESULTS
Showing search results for "ra.anaa.ii"
Nazm MATCHES FOR "ra.anaa.ii"
Nazm
raqib se!
kaarvaa.n guzre hai.n jin se usii raanaa.ii ke
jis kii in aa.nkho.n ne be-suud ibaadat kii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
vo bhii din the ki yahii maaya-e-raanaa.ii thaa
naazish-e-mausam-e-gul laala-e-sahraa.ii thaa
Allama Iqbal
Nazm
mujhse pahle
mai.n ne maanaa ki vo begaana-e-paimaan-e-vafaa
kho chukaa hai jo kisii aur kii ra.anaa.ii me.n
Ahmad Faraz
Nazm
etiraf
ab mire paas tum aa.ii ho to kyaa aa.ii ho
mai.n ne maanaa ki tum ik paikar-e-raanaa.ii ho
Asrarul Haq Majaz
Nazm
marsiye
sehn-e-gulshan me.n kabhii ai shah-e-shamshaad-qadaa.n
phir nazar aa.e saliiqa tirii ra.anaa.ii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHatun-e-mashriq
vo tirii ma.asuum ra.anaa.ii na hogii muzmahil
baKHshatii hai nasl-e-insaanii ke pahluu ko jo dil
Josh Malihabadi
Nazm
tujhe KHud se alag kaise karun main
mere ehsaas kii ra.anaa.ii hai tuu
badaulat tere duniyaa dekhtaa huu.n
Chandra Shekhar Varma
Nazm
bhaarat ke musalman
tuu mahram-e-har-lazzat-e-asraar azal se
virsa teraa raanaa.i-e-afkaar azal se
Jagan Nath Azad
Nazm
gurez
vo taare jinme.n mohabbat kaa nuur taabaa.n thaa
vo taare Duub ga.e le ke ra.ng-o-ra.anaa.ii
Sahir Ludhianvi
Nazm
tumne likkha hai
mai.n na kahtaa thaa ki tum mujh se mohabbat na karo
yuu.n na khelo mire jazbaat kii ra.anaa.ii se