SEARCH RESULTS
Showing search results for "raKHshanda"
Ghazal MATCHES FOR "raKHshanda"
Ghazal
shab hu.ii phir anjum-e-raKHshanda kaa manzar khulaa
is takalluf se ki goyaa but-kade kaa dar khulaa
Mirza Ghalib
Ghazal
yaa un ke hasiin abruu aa.e hai.n tasavvur me.n
yaa mahfil-e-hastii me.n raKHshanda hilaal aayaa
Fana bulandshahri
Ghazal
ujaale apne luTaa kar vo Duub jaa.egaa
hasiin sub.h kaa raKHshanda aaftaab hai vo
Afzal Allahabadi
Ghazal
tere dil me.n ko.ii Gam meraa numaa.inda nahii.n
aagahii terii mizha par abhii raKHshanda nahii.n
Zia Jalandhari
Ghazal
Rakhshanda Naved
Ghazal
Alam Khursheed
Ghazal
is kahaanii kaa hai 'raKHshanda' yahii lubb-e-lubaab
pahle izzat ho to phir baa'd me.n chaahaa jaa.e
Rakhshanda Naved
Ghazal
raat palko.n me.n 'raKHshanda' kaaTe.nge ham
taa-sahar hogii ab yaad kii shaa.irii
Rakhshanda Naved
Ghazal
daastaa.n yuu.n ho qalam-band ki phir raKHshanda
jo tire saath hu.aa auro.n se honaa ruk jaa.e
Rakhshanda Naved
Ghazal
KHurshiid-e-muqaddar ke bujhne se bujhe kab ham
zulmat me.n sitaaro.n se raKHshanda nazar aa.e
Waseem Malik
Ghazal
tere daaman kii tarah daaman-e-shab raKHshanda
mere ashko.n kii tarah kaun-o-makaa.n aavaara
Yusuf Zafar
Ghazal
dasht-e-talab me.n itne a.ndhere the kaargar
raKHshanda ik kiran bhii sar-e-rahguzar na thii
Hafeez Shahid
Ghazal
Mashkoor Husain Yaad
Ghazal
Rakhshanda Naved
Ghazal
sub.h ke suuraj kaa chehra thaa raKHshanda
raat ke KHuu.n kaa Gaaza mal kar niklaa thaa
Qamar Naqvi
Ghazal
is lamha-e-viiraan me.n chup chaa.nd nazar chup
ik raat kii hairat me.n giraftaar nagar chup