SEARCH RESULTS
Showing search results for "raKHshanda"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "raKHshanda"
Ghazal
shab hu.ii phir anjum-e-raKHshanda kaa manzar khulaa
is takalluf se ki goyaa but-kade kaa dar khulaa
Mirza Ghalib
Ghazal
yaa un ke hasiin abruu aa.e hai.n tasavvur me.n
yaa mahfil-e-hastii me.n raKHshanda hilaal aayaa
Fana bulandshahri
Nazm
fikr
dasht-e-zulmaat se aaKHir ko guzarnaa hai mujhe
ko.ii raKHshanda o taabinda sitaara bhii to hai
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
ujaale apne luTaa kar vo Duub jaa.egaa
hasiin sub.h kaa raKHshanda aaftaab hai vo
Afzal Allahabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "raKHshanda"
Ghazal
tere dil me.n ko.ii Gam meraa numaa.inda nahii.n
aagahii terii mizha par abhii raKHshanda nahii.n
Zia Jalandhari
Sher
kitne pur-haul a.ndhero.n se guzar kar ai dost
ham tire husn kii raKHshanda sahar tak pahu.nche