SEARCH RESULTS
Showing search results for "raabte"
Ghazal MATCHES FOR "raabte"
Ghazal
rabt-e-baaham pe hame.n kyaa na kahe.nge dushman
aashnaa jab tire paiGaam se jal jaate hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
kyaa ek kaarobaar thaa vo rabt-e-jism-o-jaa.n
ko.ii bhii raa.egaa.n na hu.aa kuchh nahii.n hu.aa
Jaun Eliya
Ghazal
ik rabt-e-hasii.n dekhaa be-rabtii-e-aalam me.n
ha.ngaama sahii lekin ha.ngaama sajaayaa hai
Nushur Wahidi
Ghazal
dar-parda unhe.n Gair se hai rabt-e-nihaanii
zaahir kaa ye parda hai ki parda nahii.n karte
Mirza Ghalib
Ghazal
KHushaa vo kashmakash-e-rabt-e-baahamii jis ne
dil o dimaaG ko be-kaar kar ke chho.D diyaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
kuuche me.n hijrato.n ke huu.n sab se alag-thalag
bichh.Daa vo yuu.n ki rabt-e-makaanii bhii le gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Nadeem Bhabha
Ghazal
Kausar Siwani
Ghazal
maane ho.n kyuu.n ki girya-e-KHuunii.n ke ishq me.n
hai rabt-e-KHaas chashm ko ifshaa-e-raaz se
Meer Taqi Meer
Ghazal
alfaaz-e-KHalq ham bin sab mohmalaat se the
ma.anii kii tarah rabt-e-guftaar hai.n to ham hai.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
daraKHt kaT gayaa lekin vo raabte 'naasir'
tamaam raat parinde zamii.n pe baiThe rahe
Hasan Nasir
Ghazal
faasle na ba.Dh jaa.e.n faasle ghaTaane se
aa.o soch le.n pahle raabte ba.Dhaane se
Nusrat Siddiqui
Ghazal
rabt-e-yak-shiiraaza-e-vahshat hai.n ajzaa-e-bahaar
sabza begaana sabaa aavaara gul naa-aashnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
vo mohabbat kaa ta'alluq ho ki nafrat kaa 'nadiim'
raabte ziist ko KHalvat nahii.n ban.ne dete