SEARCH RESULTS
Showing search results for "raabte"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "raabte"
Ghazal
rabt-e-baaham pe hame.n kyaa na kahe.nge dushman
aashnaa jab tire paiGaam se jal jaate hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
kyaa ek kaarobaar thaa vo rabt-e-jism-o-jaa.n
ko.ii bhii raa.egaa.n na hu.aa kuchh nahii.n hu.aa
Jaun Eliya
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "raabte"
Ghazal
ik rabt-e-hasii.n dekhaa be-rabtii-e-aalam me.n
ha.ngaama sahii lekin ha.ngaama sajaayaa hai
Nushur Wahidi
Nazm
hasan kuza-gar(3)
ki ab bhii rabt-e-jism-o-jaa.n kaa e'tibaar hai mujhe
yahii vo e'tibaar thaa
Noon Meem Rashid
Ghazal
dar-parda unhe.n Gair se hai rabt-e-nihaanii
zaahir kaa ye parda hai ki parda nahii.n karte
Mirza Ghalib
Ghazal
KHushaa vo kashmakash-e-rabt-e-baahamii jis ne
dil o dimaaG ko be-kaar kar ke chho.D diyaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
kuuche me.n hijrato.n ke huu.n sab se alag-thalag
bichh.Daa vo yuu.n ki rabt-e-makaanii bhii le gayaa



