SEARCH RESULTS
Showing search results for "raaitaa"
Ghazal MATCHES FOR "raaitaa"
Ghazal
Shahab Jafri
Ghazal
pahle to kahaa 'raav' ko.ii sher sunaa.o
phir dost mirii baat ke ma.anii nahii.n samjhe
Nasir Rao
Ghazal
jo ghaav tum ne diyaa thaa vo ghaav zinda hai
abhii ha.nso na mirii jaan 'raav' zinda hai
Nasir Rao
Ghazal
kamand jin ko sitaaro.n pe Daalnii thii 'raaz'
vo sar-phire to zamii.n par diye bujhaane lage
Raz ehtisham
Ghazal
puuchhe ko.ii jo raaz ke dil kaa to ye kaho
ik ghar hai aur ghar bhii samundar ke saamne
Raz ehtisham
Ghazal
Raz ehtisham
Ghazal
rahii islaah kii naakaam har kaavish muqaddar se
badalnaa thaa na andaaz-e-mizaaj-e-baaGbaa.n badlaa
Razi Badayuni
Ghazal
kaise piitam ke nayan raam hu.aa karte the
vo jo raadhaa thii to ham shaam hu.aa karte the
Razi Haidar
Ghazal
taa-ba-kai ye be-niyaazii ai hariifaan-e-suKHan
ab zabaan-e-'raaz' aalamgiir honii chaahiye
Raz Chandpuri
Ghazal
naa-kaam mohabbat huu.n mai.n ai 'raaz' to kyaa Gam
ye baat bhii har ek ko haasil nahii.n hotii
Raz Chandpuri
Ghazal
'raazii' se ham-kalaam to aksar hu.e magar
ham guftuguu kare.n unhe.n ik baar dekh kar
Razi Abuzar
Ghazal
ham apnii zindagii to basar kar chuke 'ra.iis'
ye kis kii ziist hai jo basar kar rahe hai.n ham