SEARCH RESULTS
Showing search results for "raaj"
Ghazal MATCHES FOR "raaj"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
vaqt se din aur raat vaqt se kal aur aaj
vaqt kii har shai Gulaam vaqt kaa har shai pe raaj
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ek muddat se tirii raah me.n aa baiThii hai
ishq me.n tere hu.ii raaj-kumaarii paagal
Fauziya rabab
Ghazal
chhalak na jaa.e miraa ranj merii aa.nkho.n se
tumhe.n to apnii KHushii ko chhupaanaa aanaa hai
Idris Babar
Ghazal
ab to aate hai.n sabhii dil ko dukhaane vaale
jaane kis raah ga.e naaz uThaane vaale
Zia Zameer
Ghazal
kal raat nihattaa ko.ii detaa thaa sadaa.e.n
ham ghar se magar KHauf ke maare nahii.n nikle
Rajendra Nath Rahbar
Ghazal
mai.n apnii raah nikaaluu.ngaa apnii marzii se
mujhe nahii.n hai.n zamaane tire rivaaj pasand
Zubair Qaisar
Ghazal
tere va.ado.n ko bhii bachcho.n kii tarah se rakhtaa
mujh se hote to sabhii raaj dulaare hote
Junaid Akhtar
Ghazal
mere hone aur na hone par hii kyaa mauquuf hai
maut par un kii hukuumat zindagii par un kaa raaj
Anwar Sabri
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Janan Malik
Ghazal
dil jalaane se kahaa.n duur a.ndheraa hogaa
raat ye vo hai ki mushkil se saveraa hogaa
Gopal Mittal
Ghazal
vahshii havaa kii ruuh thii diivaar-o-dar me.n raat
ja.ngal kii samt ko.ii dariicha khulaa na ho