SEARCH RESULTS
Showing search results for "raan"
Ghazal MATCHES FOR "raan"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
thaa ran bhii zindagii kaa ajab turfa maajraa
ya.anii uThe to paa.nv magar 'jaun' sar ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
sub.h savere ran pa.Dnaa hai aur ghamsaan kaa ran
raato.n raat chalaa jaa.e jis jis ko jaanaa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
mirii jaanib ko.ii aa.e to puuchhuu.n
nishaan-e-raah huu.n manzil huu.n kyaa huu.n
Saleem Ahmed
Ghazal
qaatil kii raah dekh le dam bhar na zahr khaa
ai dil qazaa ko aane de be-maut mar nahii.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Asad Badayuni
Ghazal
kisii ne raah kaa patthar hamii.n ko Thahraayaa
ye aur baat ki phir aa.iina hamii.n Thahre
Faragh Rohvi
Ghazal
pusht gul-barg shikam siim kamar taar-e-nigaah
saan-e-billor gulaavaT me.n har ik raan parii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
KHushk mahaazo ba.Dh ke mujhe salaamii do
mere lahuu kii chhii.nTo.n se ran bhiig gayaa
Musavvir Sabzwari
Ghazal
raat ko kaalii chaa.ndnii din ko kaalii dhuup
Dhuu.nDe.n aa.nkhe.n raushnii rahe.n dhu.ndalke saath
Anjum Rumani
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
jin ke suro.n par aap magas-raaa.n rahe humaa
un kaa lahad me.n aaj ko.ii ustuKHvaa.n nahii.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
is tarah KHair o shar me.n kabhii ran pa.Daa na thaa
kitne hii haadse mirii paspaa.iyo.n me.n the