SEARCH RESULTS
Showing search results for "raast"
Ghazal MATCHES FOR "raast"
Ghazal
raushan karo na shaam se pahle charaaG-e-jaam
din ke liye ye chiiz hai yaa raat ke liye
Anwar Shuoor
Ghazal
Gam ke piichho raast kahte hai.n ki shaadii hove hai
hazrat-e-ramazaa.n ga.e tashriif le ab iid hai
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
raat aa baiThii hai pahluu me.n sitaaro taKHliya
ab hame.n darkaar hai KHalvat so yaaro taKHliya
Rehman Faris
Ghazal
ba-raah-e-raast ko.ii farz adaa nahii.n hotaa
vahii sifaarishe.n sun.naa sifaarishe.n likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
mujh ko baraah-e-raast ko.ii tajraba nahii.n
in gul-ruKHo.n me.n kahte hai.n buu-e-vafaa nahii.n
Bashir Badr
Ghazal
haT pe is kii aur pis jaate hai.n dil
raas hai kuchh us ko KHud-raa.ii bahut
Altaf Hussain Hali
Ghazal
Thahre.n kabhii kajo.n me.n na dam bhar bhii raast-rau
aayaa kamaa.n me.n tiir to san se nikal gayaa
Ameer Minai
Ghazal
dil kyuu.nke raast aave da.avaa-e-aashnaa.ii
dariyaa-e-husn vo mah-e-kashtii-ba-kaf gadaa tuu
Meer Taqi Meer
Ghazal
raast-baazii kar agar naamvarii hai darkaar
daar se KHalq me.n aavaaz-e-mansuur rahaa
Ameer Minai
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
mehr ke valvala-e-raast se pau phaTtii hai
mehr ke jazba-e-maqluub se din Dhaltaa hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
vo jhuuT sach se pare raat kuchh sunaataa thaa
dilo.n me.n raast utartaa gayaa suKHan us kaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Afzal Khan
Ghazal
Abul Mujahid Zahid
Ghazal
baraah-e-raast na chhuunaa kabhii vo sho.ala-e-tuur
zaraa zaraa saa use isti.aara kar ke laa.o
Farhat Ehsas
Ghazal
yaa dushmano.n se qat.a ho yaa mujh se tark-e-rabt
kyuu.n dil ko kar rahe ho mirii jaa.n idhar-udhar