SEARCH RESULTS
Showing search results for "raaz-e-husn"
Ghazal MATCHES FOR "raaz-e-husn"
Ghazal
samajh sakaa na ko.ii raaz-e-husn begaana
juz ii.n niyaaz-pasandii-e-qalb-e-diivaana
Jameeluddin Aali
Ghazal
taabinda husn-e-raaz-e-bahaaraa.n hamii.n se hai
nazm-e-KHizaa.n jo hai to hiraasaa.n hamii.n se hai
Arsh Siddiqui
Ghazal
ham aur rasm-e-bandagii aashuftagii uftaadgii
ehsaan hai kyaa kyaa tiraa ai husn-e-be-parvaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
Basheeruddin Raaz
Ghazal
dekhaa kabhii nahii.n unhe.n ai 'raaz' bazm me.n
jalva kanaar-e-baam liyaa hai kabhii kabhii
Raaz Layalpuri
Ghazal
mahtaab ke haalaat bhii dekhe.n to kabhii vo
is husn-e-do-roza pe jo itraa.e hu.e hai.n
Raaz Layalpuri
Ghazal
Raaz Layalpuri
Ghazal
pii rahaa huu.n shauq se ai 'raaz' jis ko aaj tak
ek din aaKHir Dubo degaa vahii paanii mujhe
Raaz Layalpuri
Ghazal
kaise kahuu.n ki lauT ke aa jaa.egii ai 'raaz'
vo zindagii jo pyaar se pahle guzar ga.ii
Dawood Khan Raaz
Ghazal
ai 'raaz' mujhe miltii jo bhii thii sazaa miltii
kyo.n merii KHataa saare begaano.n ke sar aa.ii
Dawood Khan Raaz
Ghazal
Dawood Khan Raaz
Ghazal
Raz Chandpuri
Ghazal
ko.ii poshiida nahii.n raaz-e-mohabbat lekin
'raaz' hamraaz ko samjhaane chale aate hai.n
Basheeruddin Raaz
Ghazal
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
mai.n ne chhupaayaa laakh magar ashk-e-Gam ne aah
ai 'raaz' raaz-e-shauq kaa iz.haar kar diyaa