SEARCH RESULTS
Showing search results for "rahmat-e-tamaam"
Ghazal MATCHES FOR "rahmat-e-tamaam"
Ghazal
daaman-e-dost ne boso.n se navaazaa 'rahmat'
mujh se behtar mire ashko.n kaa nasiiba niklaa
Rahmat Qarni
Ghazal
ham ko to ai KHudaa tirii rahmat pe naaz hai
isyaa.n kare.nge ham kabhii tauba kare.nge ham
Rahmat Amrohvi
Ghazal
'rahmat' charaaG-e-KHaana-e-darvesh hai hayaat
yaa-rab! ko.ii to chaa.nd saa chehra dikhaa.ii de
Rahmat Qarni
Ghazal
ye kis maqaam pe ham aa ga.e hai.n ai 'rahmat'
na zindagii kii KHushii hai na maut kaa Gam hai
Rahmat Amrohvi
Ghazal
'rahmat' jahaa.n ham aaj hai.n kal bhii vahii.n pe the
kahne ko yuu.n uruuj-e-vatan kah diyaa gayaa
Rahmat Amrohvi
Ghazal
Rahmat Amrohvi
Ghazal
lagaa ke un kii mohabbat me.n jaan kii baazii
tamaam daulat-e-kaunain jiit lii mai.n ne
Rahmat Ilahi Barq Aazmi
Ghazal
vo dekh sar pe chaadar-e-rahmat hai zau-fagan
chhaa.ii hai mai-kade pe ridaa-e-sahaab laa
Rahmat Ilahi Barq Aazmi
Ghazal
maKHsuus kis ke vaaste hai rahmat-e-tamaam
puuchhe.nge ek din ye kisii paarsaa se ham
Jigar Moradabadi
Ghazal
ai rahmat-e-tamaam miraa e'timaad dekh
har lahza ik gunaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Nazeer Hussain Siddiqui
Ghazal
ehsaas ne gunaah kii duniyaa sameT lii
ab rahmat-e-tamaam kaa daamaa.n hai aur ham
Bishan Dayal Shad Dehlvi
Ghazal
taufiiq jin ko ma.asiyat-e-ishq kii nahii.n
ai rahmat-e-tamaam gunahgaar vo bhii hai.n
Masood Akhtar Jamal
Ghazal
ik soz-e-naa-tamaam ik andoh-e-be-sabaat
ai rahmat-e-tamaam bataa mujh ko kyaa diyaa