SEARCH RESULTS
Showing search results for "rahmat-e-tamaam"
Nazm MATCHES FOR "rahmat-e-tamaam"
Nazm
talash-e-jannat
tauba kare.n gunaah se dahshat se dosto
us rahmat-e-tamaam kii rahmat kare.n talaash
Sada Ambalvi
Nazm
shikast-e-tauba
ai rahmat-e-tamaam mirii har KHataa mu.aaf
mai.n intihaa-e-shauq me.n ghabraa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
is chhaaliya ke peD ke niche
is chhaaliyaa ke pe.D ke niiche KHudaa-gavaah
mujh par nuzuul rahmat-o-ijlaal-e-haq hu.aa
Mohammad Anvar Khalid
Nazm
main hun
umiid-e-rahmat-e-haq hai vagarna
gunah kii merii KHuu hai aur mai.n huu.n
Narayan Das Puri
Nazm
wafa kaisi?
jis se be-nuur KHayaalo.n pe chamak aatii thii
ka.aba-e-rahmat-e-asnaam thaa jo muddat se
Mustafa Zaidi
Nazm
jang
o aaftaab-e-rahmat-e-dauraa.n tuluu ho
o anjum-e-hamiiyat-e-yazdaa.n tuluu ho
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
shri guru-nanak
zikr-e-ma.abuud-e-haqiiqii me.n zabaan se 'shaatir'
saaya-e-rahmat-e-Gaffaar guruu-naanak the
Shatir Amritsari
Nazm
husn aur maut
na qaht-e-aish-o-masarrat na, Gam kii arzaanii
kanaar-e-rahmat-e-haq me.n use sulaatii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
apne yazdan se ek sawal mera
yuu.n mirii KHaak KHaak-e-raah bane
misl-e-maah-e-tamaam tuu mujh ko
Shaista Mufti
Nazm
sharab-o-saqi
kahte hai.n hosh kho ke sab mai-kash
rahmat-e-haq yahaa.n barastii hai
Dharmpal Aaqil
Nazm
sarapa
rahmat-e-kul mahbuub-e-KHudaa
mahbuub-e-KHudaa the husn me.n yaktaa
Asad Qadri Gorakhpuri
Nazm
yaad-e-haali
aise bando.n pe rahmat-e-haq hai
un kaa jannat maqaam-e-aalii hai
Nisar Kubra Azimabadi
Nazm
dilli se wapsi
mahfil-e-saaqii salaamat bazm-e-anjum barqaraar
naazniinaan-e-haram par rahmat-e-parvardigaar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
sahab-e-KHanqah se
taa-chand saumiāa me.n ye rahmat kii justujuu
aa mai-kade me.n rahmat-e-parvardigaar dekh
Jauhar Nizami
Nazm
barsat
ba.ndh ga.ii hai rahmat-e-haq se havaa barsaat kii
naam khulne kaa nahii.n letii ghaTaa barsaat kii