SEARCH RESULTS
Showing search results for "rakesh"
Ghazal MATCHES FOR "rakesh"
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n jaantaa huu.n ki saare bure nahii.n hote
magar ye sach hai ki sab ek se nahii.n hote
Raakesh ulfat
Ghazal
tujhe hai pyaar to yuu.n karke chal dikhaa mujh ko
sabhii ke saamne apne gale lagaa mujh ko
Raakesh ulfat
Ghazal
dil ke zaKHmo.n ko zamaane se chhupaane ke liye
ha.nsnaa pa.Dtaa hai yahaa.n sab ko dikhaane ke liye
Rakesh Rahi
Ghazal
charaaG le ke hathelii pe chal sakoge kyaa
ghanaa a.ndheraa hai baahar nikal sakoge kyaa
Raakesh ulfat
Ghazal
teraa dil bhii mire dil jaisaa agar ho jaa.e
kitnaa aasaa.n mire jiivan kaa safar ho jaa.e
Raakesh ulfat
Ghazal
jin ko apnii raaho.n me.n diqqate.n nahii.n miltii
un ko apnii manzil kii sohbate.n nahii.n miltii
Rakesh Rahi
Ghazal
urdu key shaa.irii hai to hogii ye baat bhii
ilm-e-aruuz bhii hai rumuuz-o-nikaat bhii
Raakesh ulfat
Ghazal
tire hii saath mire yaar hai mirii duniyaa
tire baGair to be-kaar hai mirii duniyaa