SEARCH RESULTS
Showing search results for "rakhne"
Ghazal MATCHES FOR "rakhne"
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
KHizr-sultaa.n ko rakhe KHaaliq-e-akbar sarsabz
shaah ke baaG me.n ye taaza nihaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ik nazar roz kahii.n jaal bichhaa.e rakhtii
aur ham roz giraftaar hu.aa karte the
Saleem Kausar
Ghazal
jasaarat 'aks pe lab rakhne kii nahii.n karte
bahut hu.aa bhii to palko.n se gudgudii kar dii
Shahzad Qais
Ghazal
zinda rahne kii ye tarkiib nikaalii mai.n ne
apne hone kii KHabar sab se chhupaa lii mai.n ne
Aleena Itrat
Ghazal
Aalok Shrivastav
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
tumhaare KHat me.n nazar aa.ii itnii KHaamoshii
ki mujh ko rakhne pa.De apne kaan kaaGaz par
Yasir Khan Inam
Ghazal
ehtiyaat rakhne kii ko.ii had bhii hotii hai
bhed ham ne khole hai.n bhed ko chhupaane me.n
Alam Khursheed
Ghazal
rakhne kii bas ye tiin hii chiize.n hai.n in dino.n
himmat rakho yaqiin rakho faasla rakho
Jawad Sheikh
Ghazal
daulat-e-ishq nahii.n baa.ndh ke rakhne ke liye
is KHazaane ko jahaa.n tak ho luTaate rahiye
Hafeez Banarasi
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
vo teraa hijr kii shab phone rakhne se zaraa pahle
bahut rote hu.e kahnaa mohabbat mar nahii.n saktii
Wasi Shah
Ghazal
talvaar ab lagaa hai be-Dol paas rakhne
KHuun aaj kal kisuu kaa vo shoKH kar rahe hai