SEARCH RESULTS
Showing search results for "rakhne"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "rakhne"
Sher
ham ko ma.aluum hai jannat kii haqiiqat lekin
dil ke KHush rakhne ko 'Gaalib' ye KHayaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Waseem Barelvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "rakhne"
Ghazal
ik nazar roz kahii.n jaal bichhaa.e rakhtii
aur ham roz giraftaar hu.aa karte the
Saleem Kausar
Sher
tumhaare KHat me.n nazar aa.ii itnii KHaamoshii
ki mujh ko rakhne pa.De apne kaan kaaGaz par
Yasir Khan Inam
Nazm
hamesha der kar deta hun
kisii ko yaad rakhnaa ho kisii ko bhuul jaanaa ho
hamesha der kar detaa huu.n mai.n
Muneer Niyazi
Ghazal
jasaarat 'aks pe lab rakhne kii nahii.n karte
bahut hu.aa bhii to palko.n se gudgudii kar dii
Shahzad Qais
Sher
Vikram Gaur Vairagi
Sher
dost dil rakhne ko karte hai.n bahaane kyaa kyaa
roz jhuuTii KHabar-e-vasl sunaa jaate hai.n