SEARCH RESULTS
Showing search results for "ramz-e-musalmaanii"
Ghazal MATCHES FOR "ramz-e-musalmaanii"
Ghazal
bhaa.iyo.n ke sitam o jaur ko kyaa tum se kahuu.n
'ramz' ye quvvat-e-baazuu bhii ajab hote hai.n
Ramz Afaqi
Ghazal
ye kyaa KHabar thii 'ramz' ki aazaad hone par
sailaab-e-KHuu.n umaD ke har ik ghar me.n aa.egaa
Ramz Afaqi
Ghazal
sazaa se pahle ye haakim ko chaahiye ai 'ramz'
bayaan-e-maurid-e-ilzaam le liyaa jaa.e
Ramz Afaqi
Ghazal
'ramz' vo ahd-e-Gulaamii ho ki daur-e-hurriyat
ishtihaar-e-muflisii hindustaanii kaa libaas
Ramz Azimabadi
Ghazal
'ramz' har tohmat-e-naa-karda se mansuub sahii
ye magar soch le us me.n bhii zarar teraa hai
Ramz Azimabadi
Ghazal
ai 'ramz' ko.ii de de mujhe zahr-e-be-hisii
ye aagahii sazaa ke sivaa aur kuchh nahii.n
Ramz Azimabadi
Ghazal
tumhaaraa Gam bhii hai ai 'ramz' apne Gam jaisaa
mataa.a-e-mushtarka ye Gazal ke naam kare.n
Ramz Azimabadi
Ghazal
yuu.n muskuraa ke tiraa aa.nsu.o.n ko pii jaanaa
ko.ii to raaz hai ai 'ramz' aise jiine me.n
Ramz Azimabadi
Ghazal
fareb-KHurda-e-tahriik-e-aadmiyyat huu.n
vafaa kii aas nahii.n 'ramz' aadmii se mujhe
Ramz Azimabadi
Ghazal
Ramz Azimabadi
Ghazal
'ramz' de jaa.e to kyaa rang ko.ii meraa lahuu
'ramz' pis jaa.e to kiyaa barg-e-hinaa us ke liye
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
'ramz' us ko de gayaa ik tarz-e-fariyaad-o-fuGaa.n
band aa.nkho.n ko lab-e-iz.haar kar lenaa miraa
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
mai.n bhii dekhuu.n tiir pe ram zanjiir pe raqs
kuchh to vahshat mere Gazaal-e-ra.anaa kar
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
na ko.ii mauj-e-tamaashaa na aks-e-hairat 'ramz'
hamaare aa.iine be-e'tibaar hone lage
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
'ramz' samundar kii gahraa.ii meraa sar-e-a.ngusht
mai.n jo kahuu.n utro paanii me.n ujlat mat karnaa